Black Heads Say Nijat Ka Totka
Agar apki Jild Chikni / oily hay to Subah Oth kar Ainay k samnay ja kar cotton ya tissue paper ko garam pani main gila kar lain aur black heads saaf kar lain, yah aasaan hal hay. Thoray say Corn Flour main egg ki safaidi mix kar k paste banain, is paste ko black heads ki jaga per lagain, khush honay k bad chehray ko dho lain, khanay ka soda rose water main mix kar k naak par lagain, fingures ky poron sy halkay halkay masaage karain aur 5 minutes k bad dho lain, chehra chamak othay ga
